memories

memories
my ariya creations

Thursday 21 November 2013

Saath dogi mera………an emotional proposal










Arjun has started to fell for riya. Her concern ,care and unconditional melted his anger and arrogance. Bt he was still nt sure whether riya would be able to take any burden of married life and again arjun' s past is something which is nt to be forgotten..
Arjun decided that atleast he will tell riya about his feelings…

One night  in etf conference room……
Riya was working on sme research information which rathod has asked for …arjun came to etf as he mostly used to stay awake the whole night in his cabin.. he saw riya working so decided that today he should express his feelings as no 1 else is there to disturb them..
He went to the conference room .
Arjun: riya tum abhi tak ghar nahi gai?
Riya: nahi sir wooh thoda kaam thaa toh wahi khatam kar rahi thi, par aap yahan?
Arjun: riya kuch baat karni hai tumse.
Riya: ha sir boliye na.
Arjun: yahan nahi riya apne ek coffee aur meri chai lekar terrace par aa jao…
She goes to the terrace.
Riya: sir aapki chai. Sir aap thik toh hai na. appki tabiyat.?
Arjun: mein thik hoon riya bas tumse kuch kehna chahta hoon.
Riya: ha sir.
Arjun: meri zindagi se anjaan nahi ho tum riya. Jab roshni gait oh mein puri tarah tutt gaya. Meri duniya khatam hogai samjho. Ek zinda lash banker jee raaha hoon. par uss din kisike kahi ek baat ne mujhe sochnepar majboor kar diya ki kya mein sahi kar raha hoon…esa kar ke mein sabko dookh poocha raha hoon aur khud ko bhi..
Par ab mein jeena chahta hoon riya..phir se jeena chahta..phir se ek baar saans le chahta hoon.. etf se loj nahi apne ghar jana chahta hoon ek aisa ghar jahan koi mera intezar kar raha hoo, jahan koi mujhse itna pyar kare ki mein apna sara dard bhul jaoo. Jahan bas hamara pyarr hoo aur hamare pyar bhare pal…

(Riya was happy that arjun wants to move on in life bt was not sure that whether he wants her to be the part of his life or not…)
Riya: mein bohot khush hoon sir.. aur wooh ladki bhi bohot lucky hogi jisko apka saath milega..waise kaun hai wooh?
Arjun: riya tum use janti ho. Bohot pyari hai wooh, bohot caring aur itni zindadil ke usne mujhe bhi jeena sikha diya..
Riya thought that it might be sakshi..
Riya: I m happy for u sir app use bata dijiye ki ap use pyaar karte hai..
Arjun nw gets tht riya is still misunderstanding the girl in his life…

Arjun: wahi tohh kar raha hoo riya. Use bata raha hoon jo mere di mein dil hai.
Riya questioning eyes…
Arjun: ha riya tum hi ho wooh jisne mujhe jeena sikhaya aur jiske saath mein apni akhri saans tak jeeena chahta hoon. par kya tum meri zindagi ka hissa banogi riya? Mein janta hoon ki aaj tak tumhari har baat par naraz hua hoon, tumhari insult ki, tumhare kaam ko respect nahi kiya par kya tum.

Riya places a finger on his lips..
Riya: mein toh samajti thi ke acp arjun rawte ke nazar se kuch bhi chupa nahi reh sakta par aaj ap chuk gay …aap mere dil ko kaise  nahi padh paye… jab se meine pyaar ka matlab samjha hai sirf aur sirf apse pyar kiya hai aur marte dum tak app hi se pyaar karti.
Arjun hugs her tightly..
Arjun: riya  kaise mujhse itna pyaar kar sakte hoon tum meine tumhe dookh ke sivay kuch bhi nahi diya..
Riya: bohot aasan hai jab bhi akhen kholti hoon toh apko dekhna chahthi hoon and jab meri akhen band ho tab bhi sirf apko hi dekhte hoon kisi aur ka chehra samne hi nahi ata.
Arjun: riya mere ateet se tum wakif ho phir bhi kyaa  tum meri zindagi ka hissa banna chahti hoo..???
Riya: meri zindagi toh hamesha se aap hi the,hia aur hamesha aap rahenge. Aur rahi apke ateet ki baat jo beet gaya hai use hum badal nahi sakte aur anewale kal pe hamara control nahi hai.. mein toh bas har pal sirf apke saath jena chahti hoo….aap sochna chahe toh soch sakte par mujhe koi doubt nahi hai.
Both parted from the hug. Arjun cupped her face and placed a kiss on her forehead.
Arjun: I love u riya love u very much. I promise to give u all the happiness in the world and kabhi tumhe hurt nai karunga..
Riya: I love u too arjun sir… mujhe aapki kahi har baat pe yakin hai… ap mujhe kabhi hurt nai kar sakte..

Nw they r sitting side ways arjun holding riya's hands and playing with her fingers and riya's head on his shoulder.


Arjun: thank u riya meri life ane ke liye and meri bejaan life mein itne saare rang bharne ke liye .. mujhe complete karne ke liye.
Riya: sir thank u toh mujhe kehna chahiye apko mera pehla pyar ab kabhi adhoora nahi rahega kyonki apne use pura kar diya..
Arjun: riya sorry mere paas ring nahi hai tumhe propose karne ke liye.
Riya: mujhe abb kuch bhi nahi chahiye aap hona mere saath…
Arjun: riya ab yeh sir kehna toh band karo mein kya tumse case ki details mang raha hoo joo tum mjuhe sir keh rahi hoo ab se tum mujhe sirf arjun kahoge ..ha office mein sir keh sakti ho par uske baad nahi..
Riya: thik mein try karti hoon.
Arjun: mein kuch help karoo(cmg closer to her…..)
Riya: nahi arjun please..
Arjun: that's like my riya. Dekha kitna asan hai tumse har baat manvana.
Riya: apke tarike sach much aap hi taraf hai sabse alag and rare too.
Arjun: toh mein rare hoon haan?
Riya: ha aur mujhe toh rare chezeen hi bohot pasand hai.
Arjun: riya kya puri raat yahi guzarni hai ghar nai jana?
Riya: ha chaliye chalte aap mujhe apne ghar drop kar dijiye…
Arjun: hoon chalo..
They reached riya's house…. She opened the door to get out bt arjun held her wrist.
Riya: aap kuch kehna chahte hai?
Arjun: ha riya thnk u so much for everything.
He pecked her lips slowly. She was too shy as she never expected arjun to be so romantic. She also kissed him on his cheeks.
Riya: good night arjun…. Kal milte hai office mein.
Arjun: goodnight . riya I vl pick u up at 9 tom.
She smiled and agreed. Both heading towards their homes thinking about their beautiful future ahead..